शनिवार, 16 जुलाई 2016

WhatsApp hack kese kre

ONLY ONE MASTER TRICK : KISI KA WHATSAPP ACCOUNT HACK KAISE KARE - HOW TO HACK SOMEONES WHATSAPP ACCOUNT - HINDI ME JANE

 Ashok deora  April 14, 2016


Aaj me ashok aapko ek aisi hacking trick ke bare me batane wala hu jise aap kisi ka bhi whatsapp account aasani se hack kar sakte hai or uske messages,Chat etc.padh sakte hai.or toh or uske replys bhi de sakte hai.Is tricks se aap kisi ke bhi whatsapp account par nazar rakh sakte hai or usko manage bhi kar sakte hai.Vaise kisi ka account hack kar ke uske chats padhna galat kaam hai.Par agar aap apne friends ko sirf kuch samay ke lie pareshaan karna chahte ho ya shock karna chahte hai toh is trick ka bejhijak use kar sakte hai.






Toh aaiye aate hai aaj ki hamari post pe ki kaise kisi ko bina bataye uska whatsapp account hack kare or uske messages padhe.

Facebook Ya Kisi Bhi Login Website Ko Hack Kaise Kare
Amazing Hacking : Bina Bataye Kisi Ke Facebook,Whatsapp Or Other Messages Chat Kaise Padhe
Android Phone Se Wifi Ka Passwors Hack Kaise Kare



#Whatsapp Account Hack Karne Ke Liye Kya Karna Hai

Jis vyakti ka whatsapp accont hack karna hai uska mobile aapko sirf 5 minute ke lie uske paas se lena hoga.Aap mobile usse puch kar ya Voh kahi rakh kar chala jaye tab le sakte hai.
Jaise hi aapko mobile milta hai aap uske Whatsapp App ko open karde.Ab mobile mil jane ke baad aage kya karna hai uske lie aap mujhe step by step follow kare.
Also Read : Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye

#Whatsapp Account Hack Kaise Kare

STEP 1 : Mobile Milte hi aap Whatsapp ko open kare fir usme CHATS me aa jaye.Ab OPTION (Menu) par select kare.Ab aapko sare options me se WHATSAPP WEB par click karna hai.Samajh na aaye toh niche image me dekhiye.




STEP 2 : Whatsapp Web par click karte hi aapko ek QR CODE scan karne ko kaha jayega.
STEP 3 : Kaise karna hai voh aapko click karte hi dikhaya jayega or niche image me bhi dikhaya gaya hai.



STEP 4 : Ab aapka dusra mobile nikale or mobile browser me jaye Fir web.whatsapp.com ko open kare.Aap chahe toh mobile ki jagah PC me bhi web.whatsapp.com ko open kar sakte hai.
STEP 5 : Is site pe aapko upar ki taraf left corner me ek QR code milega usko apne dost wale phone se scan kar lijiye.




STEP 6 : Agar samajh me na aaye ke kaise karna hai toh aap image me bhi dekh sakte hai ki konsi operating system ke lie kaise karna hai.
Must Read : Hamari Facebook Profile Kis Kis Ne Check Ki Hai Kaise Jane



Dhamaka ! Ab aapke friend ka whatsapp account hack ho chuka hai.Yani ki aapke friend ka account whatsapp web se connect ho chuka hai.Or uska account aapke PC ke browser me login ho chuka hai.Islie aap jab chahe uske account ke messages or chat history padh sakte hai.Voh bhi use bina bataye.Agar aap apne friend ko darrana chahte hai toh ab aap uske saath kuch bhi kar sakte hai.Par aisa kuch bhi na kare jise uska nuksan ho,verna me aapka account hack kar lunga !


शनिवार, 25 जून 2016

FB LIKE KESE BDHAYE

Dosto main ashok apne is Article Ko phir se update kar raha hu kyu Djliker Apps update ho jane se usme kuch change ho gya hai. Jise mai apne is Article me Samjhne ki kosis karunga.
Aap to jante hai facebook par hamesa kuch na kuch naya hota rahta hai, isse pahle mai Facebook se jude kuch trick bata chukka hu, To aaj is post me batane wala hu O hai Facebook par apne Photo, Status par Auto like aur Comment kaise kare, Jaise ki aap hamesa Facebook par photo, status update karte hai aur chahte hai kaise zayada se zayada like mile. Is trick se aap apne Photo par ek bar me 200 Like aur ek baar me 10 Comment kar sakte hai, To chaliye jante hai ki Facebook Par Auto Like aur Comment Kaise karte hai.

Note :--- Ye Sirf Android Mobile Aur Tablate Ke liye Hai





Mp3 Song Me Apna Photo Kaise Lagaye
Apne Android Phone Par Notification Kaise Band Kare

Facebook Par Auto Like, Comment Kaise Karte Hai

Step 1 :----
Sabse pahle aap Niche diye gye Download par click karke DjLiker Apps ko Download kar ke Install kare.



Stap 2 :----
Install  karne ke baad isse Open karke Apna Facebook account Login kare, Login hone ke baad Success hoga. Aur ek page open hoga. Jisme aap waha par diye gye below number ko type karne ke baad me Submit par click kare. Aur 10 second tak wait kare.


Internet Explorer Me Website Kaise Block Kare
Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye

Stap 3 :----
Ab ek new page open hoga. Agar aapko kisi Post ya Photo par like karna ho to Use Auto Like par click karke auto like kar sakte hai. Aur agar Comment karna ho to Use Auto Comment par click karke Auto comment kar sakte hai. To ham yaha Photo par Auto like karne ke bare me jange isliye Use Auto Like par click kare.





Stap 4:----
Jaise hi Use Auto like par click karnge to ek new page open hoga jisme aapko Post aur Photo par like karne ke bare me puchega jisme se aapko Photo par click karna hai.


Computer Ka Login Background Kaise Change Karte Hai
Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai
Stap 5 :----

Uske baad ek new page open hoga jisme aapko Profile pic par like karna ho to Profile Photo par click kare. Ya phir Upload kisi aur pic par like karna ho to Mobile Upload par click kare, mai yaha Profile photo par click karna hai.



Stap 6 :----
Jaise hi profile photo par click karte hai to aapka sabhi profile pic ki list open ho jati hai aur aapko jis photo par Auto like karna hota hai uske samne pahle select kare ki kitna like karna hai. Aap ek baar me 20 se 200 like kar sakte hai. 200 select karne ke baad Submit par click kar dete hai.


Windows 7 Ke Start Button Ka Icon Change Kaise Karte Hai
Computer Ke Folder Ka Background Colour Change Kaise

Submit karne ke baad kuch second Redirecting hoga aur phir facebook login page open ho jayega. ab aapke photo par like ho gya hoga.

Note :--- Isse Trick ko ek baar try karne ke baad Dubara 15 min.. ke baad use kar sakte hai. Is traha se se aapne Apne Photo par Unlimited like aur Comment kar sakte hai.

To Dosto ye Trick aapko kaisa laga hame Comment kar ke bateye aur aapko like karne me koi problem hota hai to bhi comment karke hame bataye. Aur issi traha ki new Trick ki update pane ke liye aap hamare Facebook Group se jude aur Facebook Page like karna na bhule. Aur ye trick aapko pasand aaye to apne Dosto ke sath share karna na bhule.

smart mobiles ke kuch tips jo nhi jante he..--

Aaj-kal har kisi ke pas smarthphone android mobile hona bahut aam baat ho gayi hai.Jaise Jaise zamana aage badh raha hai vaise-vaise android mobile me naye-naye feuters update hote rehte hai.Aaj ke time me Android ek most popular Operating system hai jisko har koi use kar raha hai.Android operating system se puri duniya hamari muthi me hoti hai.Matlab ham ek mobile se hi chahe voh sab kuch kar sakte hai voh bhi ghar baithe-baithe.Jaise ki,Online Shopping karna,Online Recharge karna,Ticket book karna etc.

Aur Android phone ki sabse achi baat ki usme 100000+ lakh se bhi zyada applications support karte hai.Jisme se kuch application hamare liye Helpful hai toh kuch application Entertainmet ke liye hai.Android ki operating system me iske andar hi kuch aise tricks hai jise aap apne mobile ko ek computer ki tarah operate kar sakte hai.Aaj janege kuch aise hi Useful Tips and Tricks.


-: Ye Bhi Padhe :-

1.Apni Koi Bhi Problem Ko Sirf 2 Minute Me Kaise solve Kare

2.Hero Jaisi Achi Personality Kaise Banaye

3.Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye


1.One Click Se Apne Android Mobile Ki Space Free Kare

Agar aapke pas 4gb,8gb ya 16gb ka memory card hai.Fir bhi zyada files hone ke karan aapke mobile ki space full ho jati hai toh aise vaqt me kya kare ki aapko kuch delete nhi na karna pade or aapke mobile ki space bhi free ho jaye.Iske liye aap diye hue steps ko follow kare.
Open File Manager >> Select Android Named Folder >>And Delete Android Folder.
NOTE : Is Trick me dyaan rahe ki sirf android naam ka folder hi delete karna hai.Verna koi or File bhi delete ho jayegi.
2.Baar-Baar Mobile Hang Ho Toh Kya Karna Chahiye

Agar aap apne android mobile me kuch use kar rahe hai or baar baar aapka mobile hang maar raha hai.Toh sabse pehle Home par aa jaiye.Fir Sare Application Close kar dijiye.Ab Task Manger Me jake Clear Ram par Click kar de.Ab aapka mobile hang hona band ho jayega.
3.Mobile Me Image Size Kaise Kam Kare Taki Hamari MBs Bach Sake

Jo Android mobile ke camera 5mp ya 8mp hai.Agar use aap photos khichte hai toh aapke photos ki size 2mb se 5mb tak ho sakti hai.Ise hamari mobile ki space jald hi full ho jati hai.Par agar aap chaho toh bina kisi application ke aap image ki size ko 30kb se 200kb tak ka sakte hai.Jise aapki MBs bach sakti hai.
Iske liye aapko Mobile Gallery me jana hoga.Fir jiska size kam karna chahte hai voh photo ko open kare.Ab Option par click kare.Fir Crop select kare.Or puri image ko crop kar le.Is tarah aapki image size bahot kam ho jayegi.
4.Mobile Camera Se Image Ki size Kaise Kam Kare

Agar aap chahte hai ki aap jo photo khichte hai uski size kam ho.Bahot se mobile me High resolution hone ki vajah se photo click karne par MBs jyada use hoti hai.
Agar aapka mobile 5mp ya 8mp ka hai toh aap Moblie camera me jaye.Fir Setting ko open kare.Or Image Resolution ko select kare Aap ko jo Acha or kam lage voh resolution set kar de.
5.Kisi Bhi Text Data Ko Mobile Me Kaise Save Kare

Aap whatsapp ya facebook ya kahi pe bhi kuch padh rahe hai or voh chiz aapko pasand aa gai Or aap use apne mobile me save karna chahte hai toh konsi jagah [par save kare jo sabse safe ho.
Agar aap whatsapp me save karte hai toh voh kabhi bhi apne aap delete ho sakta hai.Islie sabse best jagah Mobile Memo hai.Kisi bhi content ko aap copy kar ke mobile me Memo me hi save kare.
6.Internet Connectin Bar-Bar Band Ho Jaye Ya Access Na Ho Toh Kya Kare

Agar aap city se kisi door ke vistaar me reh rahe hai ya fir aapka simcard company aisi hai jiska aap ke vaha kam network mil raha hai toh upar batayi gai problem aapke android mobile me ho sakti hai.
Iske lie ek simple Trick hai Jab bhi aisa ho toh apne Android Mobile ke setting me jaye Fir Flight Mode On Kar dijiye 1-2 minute tak aisa hi rehne de fir Flight Mode Off Kar dijiye.



7.Bina Typing Kiye Google Pe Kaise Search Kare

Agar aapko google pe kuch dhundna ho toh type karna padta hai par agar aapko typing karne me kantala aata hai or time wasting lagta hai toh aap Google Search ke baju me ek 

शुक्रवार, 24 जून 2016

Hii.... Friends.   Me Ashok deora. B. Sc second year me study  krta hu...!
Muje bachpan se internet ka interest  tha.... Lekin ek din dimag me aaya  kyo. Ne me internet  ke madyam se logo ki help... Kru... 
So. Ealiye mene blogger  bnayi..... 
Me chahta hu ki. Logo ki madt kru... 

facebook pr apni post ki like kese bdhaye

Facebook Par Likes Kaise Badhaye Jankari Hindi Me


Facebook Par Likes Kaise Badhaye
Aap bhi ye soch rahe hoge ki Facebook Par Likes Kaise Badhaye. Facebook ek aisi social media sites hogyi hai ki yahan log jyada se jyada dikhai dete hai. Agar aapko kuch vichar vyakt karne hai apne to agar aap yahan karenge to jayda se jyada log jabvab dete hai. Aapne kuch post kiya aur us par like na aaye to aap udas ho jate hai. Lekin hum apko paanch aise tips btate hai jinse aap kisi bhi post par pehle se jyada like pa sakenge. Chaliye Jante he ki Facebook Par Likes Kaise Badhaye.
Also Read : Internet se Paise Kaise Kamaye 10 papular tarike.
Photo ka istemal kare

Facebook par apni baat ko image ke saath post kare. Aisa paaya jata hai ki sadharan text kit ulna me tasveer ke istemaal se post hui cheej par 53 fisdi jyada like karte hai. Aise post par log 104 fisdi jyada comment karte hai. Aur is tarah ki post ke throw 84 fisdi jyada click ki sambhavan bhi hoti hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

80 character tak matter

Facebook par post karte time text matter ka khyal rakhe. Kam se kam shabdon ka istemal kare. Aisa dekha gya hai ki 80 character tak likhe post par 66 fisdi jyada log samay bitate hai. Jyada shabdo ke istemaal hone par us post ko dekhte hi log aage badh jaate hai. Bahel hi vah kitna bhi intresting kyun na ho. Bhale hi uske andar rochak jaankari kyun na ho. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

Also Read : Internet Ki Speed Fast Kaise Kare Tricks.
Saval post kare

Aisa paya jaata hai ki kisi saval ke post karne par 100 fisdi jyada response dekhne ko milta hai. Apne facebook page par jyada se jyada logon ko engage karne ke liye aap koi saval post kar sakte hai. Saval logon ke man me hal chal paida kar dete hai aur har user iska javab dena chahta hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

Post ke time ka dhyan rakhe

Aisa dekha gya hai ki subah 11 baje se raat 8 baje tak facebook par log active rehte hai. Isme bhi dopehar ke time jyada chel pehl rehti hai. Dopehar ke baad sham 3 baje facebook ka pik time hota hai. Is time par sabse jyada user active rehte hai. Yaani sham 3 baje ke aaspass post karne par log jyada react karte hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

Padhiye : Computer Par WhatsApp Kaise Chalaye – Step by step.
Rojana do baar update kare

Rojana ek ya do baars status update karne par aapko 40 fisdi jyada response mil sakta hai. Vahin yadi aap saptah me ek se chaar baar status update karte hai to apko 71 fisdi jyada response dekhne ko mil sakta hai. Yahan 40 fisdi response pratidin aur 71 fisdi par saptah hai. Is data se confuse na ho. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

Agar apko article pasand aaya ho to apne friends aur relatives mai share jarur kare. Aur unhe jo bhi jankari chahiye to kahe bas www.KaiseKare.in par jaye.